Thursday, March 27, 2008

Compromise

Mulayam garm samjhaute ki chadar ,

Yeh chadar mein ne barson mein buni hai ,

Kahin bhi sach ke gul boote nahi hai ,

Kissi bhi jhooth ka taanka nahin hai ,

Issi se main bhi tan dhak loongi apna,

Issi se tum bhi aasooda rahoge ,

Na khush hoge, na pashmarda hoge.

-- Zehra Nigah

(Warm and soft, this blanket

Of compromise has taken me years to weave

Not a single flower of truth embellishes it

Not a single false stitch betrays it

It will do to cover my body though

And it will bring comfort too,

If not joy or sadness to you)